Featured Post

diwali wishes father mother and family sms shayari 2015

Wish You papa Happy Diwali 2015 Light a lamp of love, Blast a chain of sorrow, Shoot a rocket of prosperity, Fire a flowerpot ...

Showing posts with label shayari sms. Show all posts
Showing posts with label shayari sms. Show all posts

Sep 19, 2015

Latest Hindi Shayari For Girlfriend Whatsapp Status SMS Dilse


Kaisay samjhaye iss dil ko wo hamare naseeb mein nahi hai,
Fir bhi pooja ham karte hai unki jo hamare mandir mein nahi hai,
Kya gila kare unse jinke karan ham pathar ban gaye,
Fir bhi chalte hai unn rasston par jinki manjil koi nahi hai
-------------------
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho
Khud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker Dekho
Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai
Dugmagaaoge Mera Dard Utha Ker Dekho
Youn Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka Safar
Kitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker Dekho
Bazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka Dhoka
Kin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker Dekho
Dil Tumhara Hai Main Ye Jaan Bhi Dedoon Tum Per
Bas Mera Saath Zara Dil Se Nibha Ker Dekho
Mout Barhaq Hai Mager Tum Se Waada Hai Mera
Laut Aaounga Tum Ikbaar Bula Ker Dekho
----------------------
Main to Mohabbat hoon,
Main baarish ki barasti boond nahi,
jo baras ke tham jaati hai,
Main khwab nahi jise dekha aur bhula diya,
Main shama nahi jise phoonka aur bhuja diya,
Main vo geet hoon jo tere labon se juda na hoga,
Main to woh parwana hoon jo jalta rahega Magar FANAA na hoga...
---------------------
Har karz dosti ka ada karega kaun,
Jab hum hi nahi rahenge to dosti karega kaun.
Aye khuda mere dosto ko salamat rakhna,
Verna mere jeene ki dua karega kaun.
---------------------
Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai,
Koi aankhon aankhon me mulakat kar leta hai,
Bada mushkil hota hai jawab dena,
Jab koi khamosh rah kar sawal kar leta hai

Share:
Read More

Aug 6, 2015

Love Romantic Shayari In Whatsapp Hindi Jokesmasti

एक अजीब सी दौड़ है ये ज़िन्दगी,
जीत जाओ तो कई अपने पीछे छूट जाते हैं,
और हार जाओ तो अपने ही पीछे छोड़ जाते हैं।.

Maein Saans Leta Hoon..Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa..Paigaam Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi..Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho smile.png

Hath Zakhmi Hue To Kuch Apni Hi Khata Thi,Aey Dost
Lakeeron Ko Mitana Chaha Kisi Ko Paany K Liye.

 Mohabbat Hai K Nafrat Hai,
Koi Itna Tou Samjhaye
Kabhi Main Dil Se Ladti Hon
Kabhi Dil Mujh Se Ladta Hai…!! heart.png


Bas....! Ek yahi Baat Uski Mujhe Achhi Lagti Hai....
UDAAS Kerke Kehta Hai...'Naraz Toh Nahi Ho Na....
Kitna Ajeeb Hai Uska Andaaz Mohabbat Ka....
Roz Rula Ker Kehta Hai....'Apna Khayal Rakhna'.. heart.png

Unki galiyon ki hawa har dard ki dawa ban gayi,
Doori unki meri chaahat ki saza ban gayi,
Kaise bhooloon unhein ek pal ke liye,
Unki yaad toh jeene ki vajah ban gayi....

Wo samjhe na samjhe hamare jazbat ko
hum manege unki har baat ko
hum chale jaayenge ek din is duniya ko chodker
wo aasuon bhayege royenge har raat ko.
Share:
Read More

Jul 4, 2015

यह जीवन क्या है? Best Poem OF Life Status Whatsapp In Hindi

यह जीवन क्या है? निर्झर है, मस्ती ही इसका पानी है।
सुख-दुख के दोनों तीरों से चल रहा राह मनमानी है।

कब फूटा गिरि के अंतर से? किस अंचल से उतरा नीचे?
किस घाटी से बह कर आया समतल में अपने को खींचे?

निर्झर में गति है, जीवन है, वह आगे बढ़ता जाता है!
धुन एक सिर्फ़ है चलने की, अपनी मस्ती में गाता है।

बाधा के रोड़ों से लड़ता, वन के पेड़ों से टकराता,
बढ़ता चट्टानों पर चढ़ता, चलता यौवन से मदमाता।

लहरें उठती हैं, गिरती हैं; नाविक तट पर पछताता है।
तब यौवन बढ़ता है आगे, निर्झर बढ़ता ही जाता है।

निर्झर कहता है, बढ़े चलो! देखो मत पीछे मुड़ कर!
यौवन कहता है, बढ़े चलो! सोचो मत होगा क्या चल कर?

चलना है, केवल चलना है ! जीवन चलता ही रहता है !
रुक जाना है मर जाना ही, निर्झर यह झड़ कर कहता है !
Share:
Read More

Jan 30, 2015

love romantic shayari for husband


कभी हमें अपना बनाकर तो देखो,
कभी हमें अपने सीने से लगाकर तो देखो
कभी अपने दिल में जगह देकर तो देखो,
कभी हम -तुम को अस्त करके तो देखो


 
Share:
Read More

Oct 14, 2013

Apki Yaad Mulakat Se Kam Nahi

Ankhon me har pal naye khwab sajate rehte hain, Khusiyo se bhare nagme gungunate rehte hain,
Har saal manate hai Dost janamdin mera,
Har saal hum apne jivan ka 1 saal gavate rehte hain…


 Dur Hum Aapse To Kuchh Gam Nahi,
Dur Rahkar Udnewale Hum Nahi,
Roj Mulakat Nahi To Kya Hua ,
Apki Yaad Mulakat Se Kam Nahi
Share:
Read More

Jub Bhi Aana Sharaab Lekar Aana..

Na Khusiyaan Saath Hai
Na Mohabbat Paas Hai..
Meri Zndgi Ke Har Pal Ko
Tanhaai Raas Hai..
Gila Kare Hum To Kis Se Kare..
Wo Hi Nahi Hai Paas
Jo Sab Se Khaas Hai..!
Share:
Read More

jb bhi kisi ko karib paya hai,

jb bhi kisi ko karib paya hai,
kasam khuda ki wahi dhokha khaya hai,
mumkin nahi hi ki mai tmhe bhula doon,
aur umar bhar tmhe bhi meri yaad rahegi,
Share:
Read More

Abhi Raat Baaki Hai..!

Mujhe hosh me naa laao mere Dosto..
Is Aalam me woh mujhe mere sang Nazar aati Hai..!
Kuch karna hai jo mere liye.. To Ehasaan karo,
Do Chaar Jaam Aur De Do Abhi Raat Baaki Hai..!!!
Share:
Read More

Jun 24, 2013

Shayari sms Unki Yaadon Me Kabi Hum Soo Na Sake

Din Bhar Soch Me Doobu Raat Ko
Chain Nahi, Kaise Keh Du Dilme
Ab Koi Nahi, Dur Tu Hai Par
Mohabbat Kam Nahi, Dunia Kya
Samjhe Ki Bewafa Tu Hai Hum Nahi!
---------------------------------
Unki Yaadon Me Kabi Hum Soo Na
Sake, Unke Khayalon Me Kabi Hum
Kho Na Sake, Jab Judai Ka Waqt
Aaya To Kismat Dekho, Roona Chaha
Magar Ankhon Se Roo Bhi Na Sake! 
Share:
Read More

Shayari sms Teri Mohabbat Me To Aise Dube

Mai Chaman Se Bichhda Hua Ek Gulab
Hoon, Main Khud Apni Tabaahi Ka
Jawaab Hoon, Yoon Nigaahein Na
Pher Mujhse Mere Sanam, Main Teri
Chahaton Mein Hi Hua Barbaad Hoon.
---------------------------------
Tere Shehar Me Aake Benam Se Ho
Gaye, Teri Chahat Me Apni Muskan
Hi Kho Gaye, Jo Dube Teri Mohabbat
Me To Aise Dube, Ke Jaise
Teri Aashiqui Ke Gulam Hi Ho Gaye.
 
Share:
Read More

Love Status For WhatsApp In Hindi Shayari

Is Husn Ka Jab Se Deedar Kiya Hai,
Bas Pyar Kiya Pyar Kiya
Hai, Ye Jhoot Hai Ki Tumne Hame
Pyar Kiya Hai, Hamne
Tumhe Julfon Me Girftaar Kiya Hai.
----------------------------------------
Meri Ankho Ke Samadar Me Jaln
Kaisi Hai, Fir Is Dil Ko
Tadpne Ki Lagan Kaisi Hai,
Wafa Ke Roop Me Dhal Jayenge
Fir Sab Riste Mujhse Pucho
Yeh Mohobbat Ki Agan Kaisi Hai.
 
Share:
Read More