ho rahi
Roshni ki zara talab si
hai.........
Is bay rang tasvir ko rang ki zara
talab si hai.........
Kin lafzon se yaad
karun tmhe alfaz ki zara talab si
hai..........
Dil ne jalaya tha ek diya is
diye
ko sholay ki zara talab si
hai ............
Gunjti hain khamoshiyan mere kano mai
sarsarahat ki zara talab si
hai..........
Kho gayi hu jis sochh me
main hosh ki zara talab si hai.........
Bethi hu pyasi yuh sahil kinaaray
lehron ki zara talab si hai......
Maza muhabbat ka chahti hu kuch is tarha se aaye
logo ek dhokkay ki zara talab si hai......
talab si hai.........
Kin lafzon se yaad
karun tmhe alfaz ki zara talab si
hai..........
Dil ne jalaya tha ek diya is
diye
ko sholay ki zara talab si
hai ............
Gunjti hain khamoshiyan mere kano mai
sarsarahat ki zara talab si
hai..........
Kho gayi hu jis sochh me
main hosh ki zara talab si hai.........
Bethi hu pyasi yuh sahil kinaaray
lehron ki zara talab si hai......
Maza muhabbat ka chahti hu kuch is tarha se aaye
logo ek dhokkay ki zara talab si hai......